Colour⃣ Simple name id(Part-1)A

NAMASKAR DOSTO AAPKA MERE BLOG ME SHUWAGAT HAI


COLOUR⃣+SIMPLE(PART-1)A


Aaj ke iss post me hum baat karte hai simple colour⃣ name fb id kese banate hai.


Dosto aapko me bata du ki ab me bilkul starting se hi sabhi facebook se related tricks btaunga isley aap mere blog ke saath jude rahege toh aapko full facebook trick ke baare me pta rahega.

Ab Dosto trick ki aur chalte hai.

Step1:- Sabse pehle aapko FLY VPN yha se download karna hai iske baad aapko fly vpn ko open karna hai wha par aapko  select server  par click karna hai iske baad aapko  Spain01  par click karna hai.Ab aap Spain01 ki proxy se connect ho jaege.

Step2:- Ab aapko apna name generate karna hai batata hu kese.
Ab aapko me ek yellow box de ra hu aapko yeah copy karna hai aur apne name ke alphabet ke aage lagana hai.

↡↡↡↡↡↡↡↡↡↡↡↡

⃣

↟↟↟↟↟↟↟↟↟↟↟↟

Ab me aapko ek example se batata hu. Jese mujhe Divyam Rajput ke name se id banana hai dekhiye kese banata hu.

Example:- D⃣i⃣v⃣y⃣a⃣m R⃣a⃣j⃣p⃣u⃣t

Ab aap samaj gye hoge aapko apna name ke aage yellow box ko kese lagana hai.

Step3:- Dosto me aapko bata du iss trick ko karne ke liye aapke paas pehle se hi ek account hona chhaiye yeah trick new account signup/create account se nhi banegi.

sabse pehle aapko fb account me login karna hai fir SETTING AND PRIVACY iske baad GENERAL iske baad NAME par click karna hai.
Fir aapne jo upar name create kia hua hai woh daalna hai batata hu kese.
First name:-  D⃣i⃣v⃣y⃣a⃣m
Last name:-  R⃣a⃣j⃣p⃣u⃣t
fir aapko save karna hai fir apna password daal dijeye aapka account taiyaar hai.

Ab aapka account colour bankar taiyaar ho chuka hai.


Agar aapko kisi bhi step me koi bhi problem aae toh aap mujse inbox me puch sakte hai.
ya
aap meri video dekh sakte hai youtube par mene neeche link di hui hai wha se.


⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇

Colour name fb id

⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

COLOUR⃣+STYLISH NAME Fb ID(2017){Part-1}B

Junglee+stylish fb name id 2017(Part-1)B

Stylish name facebook id