Posts

Showing posts from August, 2017

How to add snake,rat,cat,spider,etc.. on screen 2017

Namskar dosto aap logo ka shuwagat hai mere channel mei . Aaj hum baat karege Facebook par snake and other creatures ki photos kese lagae. Dosto jo mei aapko neeche link dene jaa ra hu inn app ki wajah se app bhi apni post par snake and other creatures laa sakege toh dosto aap simply inn apps ko playstore se download kijiye. For snake Click on me For Rat Click on me For spider Click on me For cat Click on me

How to make a Facebook page verified 2017 latest

Bhut se logo ka ye question rahta hai ki me apna fb  page verify kaise karu  kyoki india me to Facebook page verification available nahi hai and isska main reason ye hai sabhi log apne paj par blue badge yani right blue tick mark dikhana chahate hai. And aapne FB par dekha hoga ki bhut se paj par blue color me right tick mark show hota hai and jaydatar ye blue right mark celebrity ke paj par hi show hota hai. And agar aap bhi apne pej par blue tick mark add karna chahate hai to ushi ke bare me main aapko yaha batunga. Facebook Page Verification Ke Fayde- blue badge add karne ke baad aapka fbpage professional dikhega. isse uspar likes bhi increase honge or jo log pahle aapke page ko like nahi karna chahate the vo bhi blue badge dekhkar use like karege. aapka fbpage celebrity ki tarah dikhega or dusre logo ko lagega ki ye brand hai issliye bhut se log or celebrity bhi usse like karege.  isse un logo ko bhut fayda hoga ko facebook page se paise kamana chahate hai. Facebook Pag

How to download/save photos,videos of Instagram 2017 latest

Step-1  Sabse Pahle Aapke Pas Uss  Profile Ka Username Hona Chahiye Jiska Aap Dp Instagram Profile Picture Download Karna Chahte Note :–    Instadp.Com  Yeh Ek Aisa Website Hai Jaha Par Aap Username  Fill Karke Us Account Ke Sare Photos View Or Save Kar Sakte Hai Step-2  Ab  InstaDp.Com  Par Jakar Aap Uska  Username Fill Kare Or  View DP  Button Par Click Kare Jiska Ki ScreenShot Me Show Ho Raha Hai Instagram Dp Save Or Download Step-3  Ab Aapke Samne Us Account Ki Sari Dp Show Hogi Wo Bhi  High Revolution Size  Me, Image Par  Long Tap Kare Or Save Image Par Click Karke Aap Usko Gallery Me Save Kar Sakte Hai Save Or Download Insta Dp Step-4  To Dosto Aap Aise Kisi Bhi Instagram User Ki Video Or Images Ko Download Kar Sakte Hai Wo Bhi Easily Method Ke Sath, Umeed Hai Aapko Pasand Aaya Hoga Dosto agar aapko video ki jaroorat lage toh mei aapko iske upar video bana kar de saqta hu aap mujko neecge comments box mei bata saqte ho ya fir meri koi bhi youtube video par ja