How to make a Facebook page verified 2017 latest

Bhut se logo ka ye question rahta hai ki me apna fb  page verify kaise karu  kyoki india me to Facebook page verification available nahi hai and isska main reason ye hai sabhi log apne paj par blue badge yani right blue tick mark dikhana chahate hai.

And aapne FB par dekha hoga ki bhut se paj par blue color me right tick mark show hota hai and jaydatar ye blue right mark celebrity ke paj par hi show hota hai. And agar aap bhi apne pej par blue tick mark add karna chahate hai to ushi ke bare me main aapko yaha batunga.

Facebook Page Verification Ke Fayde-

blue badge add karne ke baad aapka fbpage professional dikhega.
isse uspar likes bhi increase honge or jo log pahle aapke page ko like nahi karna chahate the vo bhi blue badge dekhkar use like karege.
aapka fbpage celebrity ki tarah dikhega or dusre logo ko lagega ki ye brand hai issliye bhut se log or celebrity bhi usse like karege.
 isse un logo ko bhut fayda hoga ko facebook page se paise kamana chahate hai.

Facebook Page Verification – Facebook Page ko verified kaise Banate hai ?

Sabse pahle aapko new fb id create karni hogi aap ye id india ke server par nahi united state ya japan ya kisi other country ke server par banaye me aapko united state suggest karunga.
United states ke server par id banane ke liye aap android mobile phone me hola VPN ka use kar sakte hai and computer me google chrome browser me zenmate extension ka use kar sakte hai. Or inhe aap yaha se download kar sakte hai.
Download Hola VPN

Download Zenmate Extension

 ab vpn download and install karne ke baad ussme aap japan ya united state ka server select karle. and aapko issi server par fb id banani hai
Fb account banane ke liye email ya number ki jarurat hoti hai and uk ka number use karne ke liye aap primo app ka use kar sakte hai primo app ke bare me main pahle hi apni ek whatsapp wali post  me bata chuka jisaki 2nd step me maine primo ke bare me bataya us post ko aap yaha click karke read karle and primo account create karke usme aapko ek united states ka ek number milega uska use karke fb account create karle
Fir aapko us id par apna page create karna hai pej create kaise kare ye janne ke liye aap ye post read kar sakte hai.

Apne facebook page me uk se related detail use kare jaise aap kisi shop ki detail use kar sakte hai kisi famous brand ki detail ya kuch bhi use kar sakte hai ye aap google par search kare.
And jab aap apna facebook pej bana lenge to aapko uspar kuch Like bhi received karne honge kyoki bina like ke use verify karana thoda muskil hai.
Ab aap kuch days yani 3-5 days tak wait kare fir aapko facebook page verification ka option show hone lagega jisse aap fb setting me ganeral me jaker dekh sakte hai.


Ab aapse yaha number manga jayega aapne jo primo app ka number tha vo dale or call me now par click karde.


ab aapko primo app par call aayega or usme 4 digit ka code bataya jayega vo yaha dalna hai or continue par click karde.
Ab aapko message milega ki aapne facebook page verify hone ki request send kardi hai and ye 24 hours tak verify ho jayega.
Iss tarah friends aap asani se apne facebook page verification kara sakte or usme blue tick mark add kar sakte hai.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Stylish name facebook id

COLOUR⃣+STYLISH NAME Fb ID(2017){Part-1}B

Junglee+stylish fb name id 2017(Part-1)B